Tuta Hua Khawab

PoetMaria Riaz Submitted byMaria Riaz
Text size

Taroon Ki Barat Thi Us Shab
Sath Tha Sajan Ka Us Shab

Hathoon Main Saji Mehndi Ka Rang
Pukar Rahi Thi Dil Ki Khushioon Ko Us Shab

Kitna Haseen Tha Ye Khawab Us Shab
 Diyay Jalay Thay Mohabat Ki Rah Main Us Shab

Chandani Bani Thi Mera Singhar Us Shab
Hr Koi Tha Apnay K Sath Us Shab

Phir Bhi Q Udas Tha Mera Dil Us Shab
Meri Ankhoon Main Khushioon Ki Nami Thi Us Shab

Meray Hontoon Pr Pyar Ki Muskan Thi Us Shab
Wo Shab Thi Ya Mera Bharam

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied