Udaas Na Hona

Poet Submitted byFarhan Khalid
Text size

Tum Kabhi Udaas Na Hona
Chahe Mere Paas Na Hona

Jab Yaad Ana Rula Dena Muje
Yunhe Muje Kabhi Raas Na Hona

Khudaya! Kitna Bura Hey
Dil Mein Koi Aas Na Hona

Samander Men Reh K Tareste Rehna
Sehra Mein Bhtak Kr Bhi Pyas Na Hona

Ye Tabasum Ka Perahun Acha Hey
Kabhi Ashkon Ka Libaas Na Hona

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied