Add Poetry

Ulajh Kar Khud Ko Dulha Rahat Hain Aaj Kal

Poet: S. Sadia Amber jilani By: Syeda sadia Amber jilani, FaisalAbad,Punjab,Pakistan

Ulajh Kar Khud Ko Suljha Rahay Hain Aaj Kal
Hum Rafta Rafta Ussay Bhoola Rahay Aaj Kal

Khamoshion Say Uss Nay Bana Rakhi Hai Dosti
Yani K Humay Khoub Aazma Rahay Hain Aaj Kal

Bigrray Huaye Hain Tualok Kuch Apnay In Dino
Naa Poch Kaisay Khud Say Nibha Rahay Hain Aaj Kal

Bakhshi Thi Kabhi Hum Nay Jin Charago'n Ko Roshni
Meri Hi Loow Ko Woh Bujha Rahay Hain Aaj Kal

Woh Teray Naam Likhi Apni Har Ik Gazil
Ma'ani Badal Badal K Suna Rahay Hain Aaj Kal

Nazar Bacha Rahay Hain Kuch Wafao'n Say Hum Bhi
Tumhari Tarah Khud Ko Bana Rahay Hain Aaj Kal

Kabhi Jo Likhti This Barry Shouq Say Three Amber
Shikasta Dilli Uss Ko Mitta Rahay Hain Aaj Kal

h wafao'n say hum bhi, Tumhari tarah khud ko bana rahay hain aaj kal. Kabhi Jo likhti this Barry shouq say three Amber, Shikasta dilli uss ko mitta rahay hain aaj kal!! S. Sadia Amber Jilani.
Rate it:
Views: 411
01 Aug, 2016
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets