Wajib
Poet: zakia tabassum By: zakia Tabassum, karachiZindagi Hai To Jeenay Ki Ada Wajib Hai
Jeena Hai To Marne Ki Saza Wajib Hai
Yeh Na Samajhna K, Mar K Juda Ho Jaenge Tum Say
Baad Marne Kay Bhi Tera Saath Sada Wajib Hai
Suno Meri Jaan! Dharti Pe Ya Aasmanoon Pay
Tere Saath Jeenay Ki Jaza Wajib Hai
More Love / Romantic Poetry






