Tualok Ko Ab Bhi Nibha Mein Rakhta Hai
Woh Mujhay Apnay Dast-E-Dua Mein Rakhta Hai
Manzil Hai Meri Usay Malom Hai Yeh Bhi
Aur Aisa K Mujhay Aksir Rah Mein Rakhta Hai
Rakabat Mein Matraf Hai Mukhlisi Ka Meri
Tuasab Mein Bhi Mujhay Ahel-E-Wafaa Mein Rakhta Hai
Qurbato'n Say Gureza'n Hai Aaj Bhi Woh
Hara'n Hun Mujhay Phir Bhi Dua Mein Rakhta Hai
Aib Hain Hazaro'n Meray Nazer Mein Uss Ki
Meharba'n Hai Mujhay Phir Bhi Ataa Mein Rakhta Hai
Zamana Ho Saleeb Jaisay Koi Amber
Haq Parsat Har Ik Ko Saza Mein Rakhta Hai