Add Poetry

Yaad Baaki

Poet: Maahi Hoda Ansari By: Maahi Hoda Ansari, vnd

Mai Dekhu Raah Teri
Mujhe Hai Chaah Teri
Tu Mujhse Door Phir Bhi
Hai Teri Yaad Baaki
Tu Meri Zindagi Hai
Tu Meri Bandagi Hai
Mere Har Saas Me Tu
Meri Dhadkan Me Tu Hai
Tu Mujhse Door Phir Bhi
Hai Teri Yaad Baaki
Tere Baato Ki Khushbu
Meri Zulfo Me Mahke
Khabar Aane Kii Tere
Har Ek Raaho Me Mahke
Tujhe Aawaz Du Mai
Tujhe Mai Dhundhti Hu
Tu Mujhse Door Phir Bhi
Hai Teri Yaad Baaki
 

Rate it:
Views: 462
21 Sep, 2017
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Tu Hai Kahan Lyrics Ke jab main had se aage badh gaya tha aashiqui meinYaani zindagi ko le raha mazak hi meinFir mazak hi main mil gaya sab khak hi meinChhu kar aaya manzile to tanha tha main vapasi meinJaise phool tode honge tumne jholi bharkeMain woh phool jo ki reh gaya tha shakh hi meinJaise khwab hi main khwab gahein aankh hi meinPal se pal main kya hua tum reh gaye bas yaad hi meinEk sawal machalta hai mere dil mein kabhiTujhe main bhool jaaun ya tujhe main yaad karoonTujhi ko sochke likhta hoon jo bhi likhta hoonAb likh raha hoon to fir kyu na ek sawal karoonMain is sawal se gham to badal du khushiyon meinPar inn bejan si khushiyon se kya kamal karoonPar ab sawal bhi kamal, tu sanbhaal le filhaalYeh sawal bicha jaal kya main chaal chaloonChaal chal tu apni main tujhe pehchan lungaMain apni mehfilon mein sirf tera hi naam lungaTujhe pasand hai dheema lehja or bas khamoshiyanMain tere khatir apni khud ki saansein tham lungaKya tere sare aansu mere ho sakte haiAisa hai to tere khatir hum bhi ro sakte haiTere khatir mere rone par ab tum bas has denaEk bar teri muskurahat ke piche hum sab kuch kho sakte haiKya meri mohabbaton ka koi hisab nahi haiKyun teri aankhon main mere liye koi khwab nahi haiTujhe kya hi karun ghamzada ab jane deKi tere pas mere pyar ka jawab nahi haiKitni muddate hui hai, tumne khat kyun nahi bhejaGa leta hoon tere liye, mausiqi nahi hai peshaAane ki khabar hi nahi tere abAb kya mausamon se puchhu tere aane ka andeshaAankhon mein aansoo nahi hai Kahan hai tu kaha tu nahi haiDil ko ye ab jan’na hi nahi Bas tum chale aaoTu hai kahan, Khwabon ke iss sheher mein Mera dil tujhe dhundta, dhoondta Arsa hua, tujhko dekha nahi, Tu na jaane kahan chhup gaya, chhup gayaAao fir se hum chale, Tham lo ye hath, kardo kam ye fasleNa pata ho manzilon ka, na ho rasteTu ho, main hoon, bethe dono fir, hum taron ke taleNa subah ho fir, na hi din dhaleKuch na keh sake, kuch na sun sakeBaatein saari woh dil mein hi raheinTumko kya pata hai kya ho tum mere liyeKehkasha ho tum, kahaniyon ki pariyon ki tarah ho tumMujh mein aa sake na koi iss tarah ho tumHo yaqeen tum mera, ya fir guman ho tumAashiyan ho tum, main bhatka sa musafir aur makan ho tumMeri manzilon ka ek hi raasta ho tumDhoondhta hai dil tujhe bata kahan ho tumHo jahan kahin bhi, aao paas taki aansu mere tham sakeYaad aa rahe ho tum mujhe ab har lamheAisi zindagi ka kya jo tum zindagi main hokeMeri zindagi na ban sakeSochta rahoon ya bhul jaun ab tumheTum mil hi na sakoge, to fir kaise chahoon ab tumheTere sare khwab pal main jod dengeJisme tu hi na basega, fir wo dil hi tod dengeChhod denge wo sheher, ke jisme tum na hogeToot jayenge makan, woh sare hasraton keGuzre pal jo sath tere, wo pal hai bas sukoon keMil lo ab tum iss tarah se, ke fir nahi milogeTu hi tha sath mein mere, Kaise main jiyunga akeleTaare gin gin ke ho gayi hai subhaTu hai kahan, khwabon ke iss sheher mein Mera dil tujhe dhundta, dhoondtaArsa hua, tujhko dekha nahi, Tu na jaane kahan chup gaya, chup gaya
Faiz
Chal Diye Tum Kahan Pe Lyrics Chal diye tum kahan pe,Dekho yaha aake,Raaston mein hi dil,Kho raha hai.Chal diye tum kahaan pe,Dekho muskura ke,Aankhon mein hi dil,Hi dil kho raha hai.Ek umeed ek pyaar ki,Nazar mein kho gayi,Ek zindagi tha khaar ke,Qabr mein so gayi.Ek raat thi jo hisse mein,Aayi thi ab agar,Tum se mili to wo mujhse,Bekhabar si ho gayi.Ek umeed tujhse thi judi,Aur aaya tu nahin,Khwaab tha mera to fir,Mujhe jagaya kyon nahin.Itne gham jo mil rahe hain mujhko,Iski kya wajah hai,Maine to kabhi tumhara dil,Dukhaya bhi nahi.Dil dukhaya jab nahin hai to,Hai khud se kyon khafa,Uss umeed us pyaar ki,Nazar mein thi wafaa.Teri zindagi to so gayi par,Meri ro rahi hai,Meri raatein mujhse raazi hai par,Din hai bewafa.Ek umeed teri mujhse,Thi judi ye maan li,Jaagi khwaab se to,Haqeeqat ne meri jaan li.Tum mujhko to pukaaro,Sirf mera naam lo,Aao meri jaane bhaage,Mera haath thaam lo.Ke ab nahin hai waadon par yakeen,Tum bhi wo nahin hoaur hum bhi wo nahin,Ke kyon nahi hai teri wo hasi,Main to ro raha hoon tu to ro nahin.Chal diye tum kahan pe,Dekho yahaan aake,Raaston mein hi dil,Kho raha hai.Chal diye tum kahan pe,Dekho muskura ke,Aankhon mein hi dil,Kho raha hai.Kamron mein safe mere yeh,Faile hi rahenge,Khwaab aankhon mein bas,Tere hi rahenge.Tujhse dooriyan ho jitni bhi bhale,Hum tere hi the tere hi hain,Tere hi rahenge.Sawaal zindagi thi,Tum jawaab ho gaye ho,Dekhte hi dekhte,Tum khwaab ho gaye ho.Sochta tha bhool jaunga tujhe,Par bhool bhool ke,Tum meri yaad ho gaye ho.Kaash ke tum samajh pati,Mere pyaar ko,Dil ko apne faisle ka,Ikhtiyaar do.Agar tumhein kubool hai,Dil ki saudebaazi,Mera intezaar leke,Behisaab pyaar do.Aur do mujh par saari zimmedaariyaan,Utaar do tum kitabon mein kahaniya,Kis tarah se kat rahi hai,Mujh par kya guzar rahi hai,Tumne jaana hi nahin hai kabhi jaane ja.Ab tum yaad aa rahe ho,Behisaab aa rahe ho,Door hokar bhi tum,Mere paas aa rahe ho.Is qadar bhi berukhi,Koi karta hai bhala,Meri jaan ja rahi hai,Tum kahaan ja rahe ho.Dil toot sa gaya hai,Aankhen yaad kar rahi hain,Tasveeron se teri kab se,Baat kar rahi hai,Dhadkane bhi ab yahi pukarti hain,Aa jao aa jao.Chal diye tum kahaan pe,Dekho yahaan ke,Raaston mein hi dil,Kho raha hai.Chal diye tum kahaan pe,Dekho muskura ke,Aankhon mein hi dil,Kho raha hai.
Aamir
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets