Add Poetry

Yaad

Poet: Kashif Nadeem By: KASHIF (HIJAR), Multan

Mere Shehr Se Door Ek Basti Thi
Jahan Shoq Haseen Larki Rehti Thi
Aankhon Mein Ek Masti Thi Wo Din Rat Hansti Thi
Wo Bahut Dukhi Thi Par Apne Dukh Mein Bhi Reh Kar Logon Ko Hansati Thi
Wo Mere Pas Thi Na Jane Mujh Kion Lagta Tha K
Bahut Door Mujh Se Rehti Thi
Lagi Hai Us Ki Hansi Ko Kuch Is Tarha Se Logon Ki Nazar
K Wo Us Din Se Udas Bahut Rehti Thi
Apne Dukh Hi Bas Gungunati Thi
Ab To Weeran Hai Wo Bagh Bhi Jahan Wo Jati Thi
Ab To Kuch Youn Howa Hai KASHIF
Us Ki Hansi Ek Kamre Mein Hi Dab K Reh Jati Thi
Mere Shehr Se Door Ek Basti Thi

Rate it:
Views: 448
25 Nov, 2012
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets