Add Poetry

Muhabaton Ka Khyal Rakhna

Poet: Alia Aaraash By: Alia Aaraash, Mardan

Jawani Apni Sambhaal Rakhna
Muhabaton Ka Khyal Rakhna
Mujhe Muhabat Hai Sirf Tum Se
Tumhe Muhabat Hai Sirf Mujh Se
Meri Muhabat Pe Kr Bharosa
Labon Pe Mera Hi Naam Rakhna
Muhabaton Ka Khyal Rakhna
Teri Muhabat K Jo Dewane
 Tere Jawabo K Muntazir Hen
Ishara Tak Tum Unhen Na Dena
Har Ik Ada Mai Sawal Rakhna
Muhabton Ka Khyal Rakhna
Tumhare Aashiq, Tmhari Khatir
To Kr Sakenge Na Mujhse Barr Kr
Mera Hai Wada Tmhari Khatir
 Ye Jan Apni Nisaar Rakhna
Muhabaton Ka Khyal Rakhna
Meri Muhabat Ki Piyasi Sehra
Tmhare Dam Se Seraab Hogi
Ye Sehra Ek Din Bane Samandar
Ye Bareshen Be Hisab Rakhna
Muhabton Ka Khyal Rakhna
Ye Zindagi He Rawaan Samandar
Hai Aate Jate Buht Musafir
Mere Lie Be Qarar Rehna
Yun Ankhon Mai Intezar Rakhna
Muhabton Ka Khyal Rakhna
Chalenge AARAASH Is Jahan Se
Kahi Pe Apna Nishan Na Hoga
Jise Ye Dunya Na Bhul Pay
Wafa Ko Esi Misal Rakhna
Muhabton Ka Khyal Rakhna
 

Rate it:
Views: 718
23 Oct, 2013
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets