Aaj Aap Say Milnay Ko Je Chah Raha Hai
Apnay Paas Bithanay Ko Je Chah Raha Hai
Teri Zulfo Ki Khusbo Ko Basa Loun
Teri Baahou Ko Apnay Aangan Ki Cahaho Bana Loun
Teray Dil Say Apna Dil Laga Loun
Teray Sang Zindagi Bita Loun
Aaj Aap Say Milnay Ko Je Chah Raha Hai
Mil Kar Hum Tumhain Bata Dain Gain
Yay Jaan Kia Yay Dunya Tuj Par Waar Dain Gain
Koi Raah Main Aaya Ussay Yay Bata Dain Gain
Pholou Ki Khobsourti Gulaab Say Hai
Meri Zindagi Ki Khobsourti Aap Say Hai
Gulaab Ko Toh Kihl Kar Kumlana Hai
Aap Ko Bas Aap Ko Meri Zindagi Main Aana Hai
Aaj Aap Humain Itna Yaad Aagain
Meri Aankho Main Ashk Laa Tadaad Aagain
Aap Ki Yaad Main Girtain Hoaaiy Askho Ko Daikha
Hum Muskura Gaaiy
Aaj Aap Humain Itna Yaad Aagain