Muhabbaton Main Adawtein Kaisi Chahna Kisi Ko To Phir Shikayatein Kaisi Jab Tumhara Us Par Aetbar Hai Itna To Zara Zara Si Bat Par Wazahatein Kaisi