Arzo-E-Safar Ka Jab Hum Ne Irada Kiya Tha Sath Chalne Ka Us Ne Bhi Wada Kiya Tha Kuch Us Ko Raas Na Aai Wafa Ki Sadaqaten Kuch Hum Ne Bhi Aetebar Ziada Kiya Tha