Baray Sabar kay Baad Mila Ju Banta Mera Haq Tha
Poet: Akram Durrani - USA California By: Akram Durrani, Trabuco CanyonMeray Afsan-E-Mohabat Main Kui Kirdar Na Phar Lay Un Ka
 Meri Dairy Say Un Hoon Nay Phar Deya Wo Warq Tha
 Kashti Main Mujhay Bhooj Samajh Kar Utar Jatay Wo
 Dolti Naya Tu Jan Kay Sadqay Me Akela Hee Gharq Huta
 Meri Dharkanoon Ke Samajh Ati Tab Un Ku
 Meri Tar Haan Mujh Say Aghar Ishiq Huta
 Pyar Karnay Ka Bra Armaan Tha Ju Main Nay Pura Keya
 Kitnay Aur Hisaab Chuka Nay Hein Kui Nahi Ab Farq Parta
 Teer Jigar Pay Kha Kar Un Ke Haath Na Chomta Tu Bhala Kya Karta
 Baray Sabar Kay Baad Mila Ju Banta Mera Haq Tha
 Teray Pyar Kee Tareekh Kui Muarakh Likh Deta Durrani Aghar
 Nisababoon Kee Kitaboon Main Pharnay Ku Kui Acha Sabaq Milta
  
More Love / Romantic Poetry







