Add Poetry

Bewafa

Poet: Usman Arif By: Usman Arif, Lahore

Yaad Hai Wo Mujh Ko
Uska Intezar Kiya Barson Tak
Usne Aana Ghawara He Naa Samjha
Tarapta Chor Diya Mujhe Ko Veerane Mein
Main Kesay Bhool Jao Uske Bhool Jane Se
Ghanti to Bhaji Thi Phone Ki
Maine Janbhuj Ker Dair Kerdi Phir Uthane Mein
Uska Intezar Karu Ga Umer Brh
Zindegi Guzar Dun Ga Hosh Tak Aane Mein
Mujh Ko Usse Muhabbat Hai Mujhe Usse Muhabbat thi
Main Usse Kehna To Chahta Tha
Mere Halaat Ne Ijazat Na Di Btane Mein
Uske Ki Yaad Mein Kaata Safar e Hijar
Maine Zindegi Ki Rail Guzar Di Bahano Mein
Mujh Ko Jo Uske Shehr K Bahir He Rook Liya Geya
Logo Se Jo Pata Chala
Maine He Dair Kerdi Thi Aane Mein
Ab Ye Kesay keh Dun K usne Mujhe Chor Diya
Main Btao Ga Zarur Lekin Ab Dusre Jahan Mein
Meri Mout Likh K Kalaam Tor Diya Geya USMAN
Maine Lafzon Mein Jazbat Likhy
Judge Ne Perhna He Chor Diye Aanjane Mein

 

Rate it:
Views: 392
10 Apr, 2019
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets