Chalo Asmaan Say Sitaare

Poet: Qasim-Piyaa By: Muhammad Qasim Rehman , Lahore

Chalo Asmaan Say Sitaare Torr Laatey Hein
Door Kisi Pardes Mein Ik Basti Basatey Hein

Us nagar Hum Bhi Chalte Hein Urren Tashtari Ley Kar
Jaha Muhhabat Karne Wale Sirf 2 hans Jate Hein

Boht Ghum Seh Liye Hum Nay Lafz Muhabbat Ki Khatir
Apni Rooh Ko Azad Karte Hain Usi Nagar Chorr Ate Hein

Mureer-e-Ishq Ki Tehreer Apne Mathey Par Likhte Hein
Yun Jaam-e-Muhabbat Ko Bhi Aam kar Hi Ate Hein

Sath Jeene Sath Marne Ki J0 Qasmein Khai Thi Hum Nay
Usi Basti Main Ja Kar Usy Ab Parwaan Charhaate Hein

kante Hi Kante Haein Muhabbat kay Safar Mian " PIYAA JEE"
Apni Riswayoon Ka Khoon Karty hein Wahi Dafan Kar Aty hain

Chalo Asmaan Say Sitaare Torr Laatey Hein
Door Kisi Pardes Mein IK Basti Basatey Hein

Rate it:
Views: 446
08 Feb, 2012