Chaman Mein Aya Na Hi Phool Ko Khelty Dekha
Aasman Ko Dekhte Dekhte Na Hi Chand Ko Chalty Dekha
Samandar Se Guzarte Hue Khayal Huwa Pani Ki Taraf
Na Hi Sahil Tha Samne Na Hi Maahi Ko Dhobty Dekha
Kahin Dino Se Yahi Souchta Rehta Hoo Aisa
Hath Ko Aatish Me Rakh Ke Na Hi Hath Ko Jalty Dekha
Saare Jahan Mein Baarishon Ki Dhoom Hain Kion
Apne Dar Pe Meine Baarish Ki Ek Qatre Ko Nhi Girty Dekha
Mein Kab Tak As Sahare Jeeta Rahonga Aakir
Woh Mujhse Bahut Door Hain Ek Baar Nahi Milty Dekha
Zindagi Me Sab Kuch Kho Diya Hain Os Ki Piyar Mein Fzl
Ashkon Ki As Barish Mein Chehre Ko Na Hasty Dekha