Dill-E-Muztar Acha Hai Bhoola K Fasanay Guzren
Uss Say Mansoob Marasim Bhi Puranay Guzren
Ho Liye Bohat Dair Talak Hum Uss K
Uss Ki Misal Ab Uss Say Beganay Guzren
Mutmin Hai Mujhay Bhoola K Woh Bhi
Mujhay Pay Phir Q Ronay K Bahanay Guzren
Uss K Dill Mein Bhi Mera Naam Ho Ga
Nisha'n Rehtay Hain Jaha'n Diwanay Guzren
Har Rozz Teray Aanay K Guma'n
Tarrpanay Mujhay Rulanay Guzren
Faslay Itnay Naa Bharra K Phir Mittatay
Umeren Beeten Kai Zamanay Guzren
Kundan Bantay Hain Atish-E-Ishq Mein Tap Kar
Shouq-E-Qurbat Mein Khud Ko Jalanay Guzren
Chunka Dalay Gi Tujhay Meri Judai
Hum Jo Zabat Tera Aazmanay Guzren
Baki Hain Nisha'n Teray Saath K Ab Tak
Unhi Rahun Say Aa Phir Mittanay Guzren
Kash K Dhal Jaye Woh Tabeer Mein Amber
Hum Bhi Jaa'n Say Misl-E-Parwanay Guzren