Es December Say Keh Do

Poetijaz Submitted byijaz ahmed
Text size

Es December Say Keh Do Ub Guzar B Jaye
Ub Hum Say Aur Roya Ni Jata

Bhot Kho Diya Khushion Ko Panay Khowish Main
Jo Baqi Hai Wo Ub Khoya Ni Jata

Chaha To Jaan Say Burh Kr Tha Hum Nay
Phir Kyon Woh Hum Say Paya Ni Jata

Gya Tha To Apnay Sath Lay Jata Saray Ghum
K Ub Hum Say Ye Bojh Uthaya Ni Jata

Wo To Nikla December Ki Tarha Bewafa Ijaz
Aur Tou Hai K Tujh Say Mosam Ki Tarha Bdla Ni Jata

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied