Kia Pochti Ho Kis Tarha Ham Shair Banaya Kerte Hein
Jab Naam Tumhara Aata Hai Ashkon Se Sajaya Kerte Hein
Yon To Koi Nama Mery Naam Nahein Ayea Phir Bhi
Taswur Mein Hi Tere Khat Sene Se Lagaya Kerte Hein
Wo Ham Se Mohabat Ker Ke Bhi Be Fikri Se So Jate Hein
Hum Naam Unhi Ka Le Le Ker Ankhon Ko Jagaye Kere Hein
Jo Lafz Kabhi Mere Honton Se Sunane Ki Tamna Thi Un Ko
Ab In Lafzon Ko Sham O Sahir Donya Ko Sonya Kerte Hein
Munir Inhi Lamhon Kaley Ham Dil Ko Jalaya Kerte Hein
Wo Deed Ke Chand Lamhe Bhi Dene Se Qasir Hein Munir
Ham Hein Ke Bechari Nazron Ko Ab Bhi Tersaya Kerte Hein