Ghar

Poet: Hukhan By: Hukhan, karachi

Kiya Rakha Hay Udasiuon Mein
Zra Muskara Laitay Hein
Kiya Rakha Hay Bay Tertibion Mein
Zra Tarteeb Bana Laitay Hein
Aksar Dekha Tu Hay Khaboun Mein
Zra Khaboun Ki Tasveer Bana Laitay Hein
 Yaadein Un Ki Jurr Hee Kaha Patein Hein
Zra Un Ki Zanjheer Bana Laitay Hein
 Logh Aksar Makanu Mein Raha Kartein Hein
Zra Makaan Ko Hum Ghar Bana Laitay Hein

Rate it:
Views: 712
30 Jun, 2020