Har Baat Yaad Aayenge
Text size
Tum Chahe Mujhse Kitna Bhi Durr Jayo
Tumko Maire Har Baat Yaad Aayenge
Jab Jawani Dhalege, Har Lamhe Main
Tumko Maire Intezaar Ki Kahani Yaad Aayenge
Jab-Jab Tum Udaas Baithoge
Har Pal Mujhse Larai Ki Baatein Yaad Aayenge!
Maire Naam Ko Chahe Is Jahan K Har Kone Se Mita Do
Magar Mitate Mitate Tumko Mairi Yaad Aayenge
Tum Chahe Mujhse Kitna Bhi Durr Jayo
Tumko Maire Har Baat Yaad Aayenge