Add Poetry

Ishiq Me Un ku Ghata Na Hu Jaye Kahein

Poet: Akram Durrani By: Akram Durrani, Trabuco Canyon

Un Kay Deyay Gaye Sadmoon Ku
Tufoon Kee Tarhaan Dil Me Saja Ke Rakhta Hoon Me
Sari Amanatien Hein Un Kee
En Me Kui Kahyanat Karsata Nahi
Un Ke Yak Tarfa Fesloon Pe Ekhtalaf Huta He Mujhay
Par Khmoosh Rehta Hon Kuch Kehta Es Leye Nahi
Un Ku Ranj Ju Fikar De Kar Phir Main
Apnay App Say Me Kui Riyat Kar Sakta Nahi
Muskarahatien Gheroon Me Ja Kar Apni Sari
Taqseem Karkay Khali Haat Lot Atay Hein Wo
Un Kee Sharmindagi Ke Dar Se Apna Haq Mang Ne Ke Leye
Apni Me Main Kui Walaklat Kar Sakta Nahi
Pyar Ke Badlay Pyar Ka Suda Kartay
Bohat Darta Hoon Un Se Esleye Main
Un Ku Ishiq Me Gahta Na Hu Jaye Kahien
Es Khoof Se Aisee Main Kui Teejart Kar Sakta Nahi
Acha Huta He Un Ke Yaad Kee Chader
Subha Hunay Tak Bilkul Bheeg Jati Hay
Majra Shab-E-Faraq Phir Aisay Me Wahaan
Main Kui Ebarat Karsakta Nahi
Pyar Karnay Wala Har Kui Zakham Kahta Hay
Main Ne Bhi Khaya Tu Ye Kui Anokhi Baat Nahi
Nashtar Mehboba Se Lagwanay Ku Khud Ku Baaz Rakh Sakta Nahi
Sadyoon Se Chali Un Kee Tabdeel Main Kui Riwayat Kar Sakta Nahi
Dilasoon Kee Merham Zakhmoon Pe Meray
Ab Rakhna Be Sood Hu Chala Hay Yaroo
Ab Siwaye Mout Kay Bas
Door Durrani Kee Ye Alalat Kui Karsakta Nahi

Rate it:
Views: 530
13 Dec, 2016
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets