Add Poetry

Jamal-E-Yar Ko

Poet: Waqas Bhutt By: Waqas Bhutt, HAZRO(SHINKA)

Jamal-E-Yar Ko Dekhon Kamal-E- Yar Se Pehle
Mien Khushbo Ki Tarah Mekhon Khayal-E-Yar Se Pehle

Karishme Husn K Suraj Phool Zahir Hain
Magar Mien Kis Taraf Dekhon Misal-E-Yar Se Pehle

Duaon Mien Meri Yun To Bohat Tasser Hai Lakin
Mien Khud Se Or Kiya Mango Sawal-E-Yar Se Pehle

Hia Adat Door Rehne Ki Agar Wo Samne Aae
Mien Sham-E-Zindagi Chahon Visal-E-Yar Se Pehle

Sabi Musam Hon Khushiyon K Jahan Us Ka Baseera Ho
Zameen Ko Badal Dalon Zawal-E-Yar Se Pehle

Rate it:
Views: 1318
05 Nov, 2009
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets