Mudat K Bad Hath Ki
Poet: Syed Ishtiaq Hussain Kazmi By: Syed Waqas Shah, rawalpindiMudat K Bad Hath Ki Lakeer Daikh Kar Dil Jal Utha Ha Khawab Ki Tabeer Daikh Kar Hum Na Dil Main Is Liay Pathar Basa Liay Taj Mahal Ki Dilkash Tameer Daikh Kar Mari Hi Muntzir Hain Ya B Gardshain Ya Asman Sa Utarti Hain Takdeer Daikh Kar Mudat Bad Dil Pa Rakha Ha Hum Na Hath Kagaz Pa Taray Hath Ki Tahreer Daikh Kar Ahl Karam Na Apnay Khizanay Lota Diay Waqt Ka Mara Dil Ka Ameer Daikh Kar Kismat K Maray Janay Kiun Chal Diay Udhar Manzil B Dour Ho Gai Rahgeer Daikh Kar Logon Na Apnay Poun Main Zanjeer Dal Li Tari Zulf Ka Hua Aseer Daikh Kar Dil Ab B Chahta Ha Tumhi Par Nisar Ho Takhiyal Sa Kahin Haseen Tari Tasveer Daikh Kar Gee Chahta Ha Ghar Sa Kahin Dour Nikal Parin Ishtiaq Itnay Saray Masail Ghambeer Daikh Kar