Add Poetry

Sab Mehw-E Tamasha Hen Sar-E Aam Ke Jesy

Poet: aqib ali By: shafaqat ali aqib, kasur

Sab Mehw-E Tamasha Hen Sar-E Aam Ke Jesy
Bdname Nhi He Koi Mery Name Ke Jesy

Koi Apna He Koi Begana
Koi Shma He Koi Parwana
Koi Khas Nahi Mujh Aam Ke Jesy

Sab Mehw-E Tamasha Hen Sar-E Aam Ke Jesy

Kis Ko Kron Talash Koi Dhondta Nhi Ab
Khudi Nahi Milti Mujhy Gumname Ke Jesy

Sab Mehw-E Tamasha Hen Sar-E Aam Ke Jesy

Lo Sham Ho Gai Ab Waqt-E Niza He
Kfan Bandhy Howe Hun Ehram Ke Jesy

Sab Mehw-E Tamasha Hen Sar-E Aam Ke Jesy

Meri Gltion Ki Muafi Ke Me Tha Musafir
Ab Mujh Ko Bhol Jao Be Matlab Kame Ke Jesy

Sab Mehw-E Tamasha Hen Sar-E Aam Ke Jesy
Bdname Nhi He Koi Mery Name Ke Jesy
 

Rate it:
Views: 466
18 Jan, 2013
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets