Surkh Kapron Mein Nikla Hai Wo Bewafa
Aaj Dunia Lutay Gi Meri Dosto
Udhar Doli Uthe Gi Mere Yar Ki
Idhar Maiyyat Uthe Gi Meri Dosto
Joothi Us Ki Wafaon Se Waqif Hon Main
Us Ki Saari Adaaon Say Waqif Hon Mein
Laal Ghoongat Se Chehra Nikalain Gay Wo
Jab Bhi Sorat Chupay Gi Meri Dosto
Main Ne Zindagi Lutai Usi K Liye
Us Ne Mehndi Lagai Kisi K Liye
Ho Gi Mehndi Mere Khoon Ki
Jab Bhi Gardan Kate Gi Meri Dosto
Dekh Kar Pyar K Phool Ghabraye Gi
Kafan Se Bhi Wafa Ki Mehek Aaye Gi
Wo Bhi Hairaan Ho Jaye Gi Dekh Kar
Jab Bhi Maiyat Sajay Gi Meri Dosto
Surkh Kapron Mein Nikla Hai Wo Bewafa
Aaj Dunia Lute Gi Meri Dosto