Tera Shukriya

Poet: Sahil nawaz By: Sahil nawaz, Pano akil

Is Eid Pe Aane Ka Tera Shukriya
Mera Sapna Sajane Ka Tera Shukriya

Pardes Ja K Aksar Log Badal Jaten Hain
Wahan Se Loat Ka Ane Ka Tera Shukriya

Bhul Gaye Ho Mujhe Duniya Kahti He Sahil
Apni Mohabat Ko Nibhane Ka Tera Shukriya
 

Rate it:
Views: 3317
10 Jul, 2014