Woh aankhein jo sirf mujhe dekhti thi
Woh honth jo sirf mujhe pukarte the
Unn par kis aur ka hak bardasht nahi hota
Waqt hi kahan tha tumhare paas
Ki unn hothon par thehar sako
Unn aankhon mein utar sako
Ab main kisi aur ki ho chuki hoon
Jab tere kareeb the
Kitne khushnaseeb the
Raatein sab charagon waali
Saare din bhi Eid the
Chahatein thi chaand par
Dooriyon ki kya fikar
Jaise lafz aur baatein
Aise nazdeek the
Teri judaaiyon mein
Barse woh naina bhi
Sau dard milke
Jinko rula na paaye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paaye
Jitna bhulana chaaha
Jitna bhulana chaaha
Tum utna yaad aaye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paaye
Ho ho…
Jis raatein aakhein soye sukoon se
Wo raat aati kyun nahi
Jis raatein aakhein soye sukoon se
Wo raat aati kyun nahi
Pichhle baras tu baahon se ja chuki
To dil se jaati kyun nahi
Haan kyun yaadon ko
Ab tak sambhaala hai
Tasveer teri hum kyun jala na paaye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paaye
Jitna bhulana chaaha
Jitna bhulana chaaha
Tum utna yaad aaye
Tujhe bhoolna toh chaaha…aa…
Ho…ho..
Bujhne laga hai dil
Khwaabon mein ye kaise ye
Bairan hawaayein main karu oo..
Ab kiske aage main
Kholu hatheli ye
Kiske duaaein main karu..oo..
Koi khuda hai toh
Majboor kyun hai wo
Bichhade dilon ko
Wo kyun mila na paaye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhoolna toh chaaha…
Kaun kehta hai ki
Bichhdne mein mohobbat ki haar hai
Jo adhura reh gaya
Wo bhi toh pyaar hai
Bas wahi toh pyaar hai
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paaye