Umar Ra'i-Gaan Kar Di Tab Yeh

Poet: By: Anam Rasheed, Taunsa

Umar Ra'i-Gaan Kar Di Tab Yeh Baat Mani Hy
Mout Aur Muhabbat Ki Aik Hi Kahani Hy

Khail Jo Bhi Tha Janan Ab Hisab Kia Karna?
Jeet Go Kisi Ki Ho Hum Ny Haar Mani Hy

Rate it:
Views: 391
19 Feb, 2012