Unke Andaaz-e-Karam Un Pey Aana Dil Ka
Haye Wo Waqt Wo Baatein Wo Zamana Dil Ka
Na Suna Us Ney Tawajjo Say Fasana Dil Ka
Umar Guzri Hai Magar Dard Na Jana Dil Ka
Dil Jaloo se Dil lagi Achi Nahi
Roone walo se Assi Achi Nahi
Dil laga kar pata chala dil ko
Ashiqi Dil laagi Nahi Hoti
Kia khabar thi ke Ashq ke Hatho Asi halat tabaa hoti hai
Bath kar ta ho Dam ulaaj ta hai Sans letaa ho Aa hoti hai
Dil Lagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai
Rog Dushman Ko Bhi Yaa Rab Na Lagana Dil Ka
Naaq sh Baar Ab Nahi wehem nahi khowb nahi
Aap kio kel samaj teh hai metana dil ka
Wo Bhi Apney Naa Howe Dil Bhi Gaya Haathon say
Aisey Aaney Se To Behtar Hai Na Aana Dil Ka
Unki Mehfil Mein Naseer UnKe Tabassum Ki Qasam
Hum Dekh`Tay Reh Gaye Haath Say Jana Dil Ka