Wo Mera Khwab Hain Ya Rab
Poet: zaman farooqi By: zaman farooqi, karachiWo Mera Khwab Hain Ya Rab Usay Haqiqat Banana
Ussay Dunya Main Sirf Meri Zindagi Banana
Ussay Chaha Main Nay Bohat Hain Apni Jan Say Bhi Ziyada
J Say Barsaat Main Bondo Ka Jism Say Takrana
Joria Toh Tu Aasmano Main Banata Hain Ya Rab
Ussay Iss Dunya Main Tu Meri Dulhan Banana
Karta Rehta Hain Duaiay Farooqi Uss Ko Panay Ki
Uss Ki Zindagi Main Rung Meray Pyaar Ka Rachana
More Love / Romantic Poetry






