Do Shub Ki Ye Chaand Kiya Jaane Deewano K Faryad
Jis Shaam Mien Usey Dekha Tu Phir Hoye Barbaad
Shabe Tanhai Mien Aake Muskra Gayi Duhra K Phir Gayi
Phir Beqaarari Ke Leher Aali Andaaz Se Tuhfa De Gayi
Faryad Ke Har Ek Shabt Mien Gumnaam Reh Gaya
Muhabbat Ke Naam Se Dunya Ke Nigaah Mien Badnaam Reh Gaya
Mujhe Rulaya Phir Achanak Baadilo Se Rishta Jor Liya
Phir Nazrien Palat K Kisi Aur Ko Behka Liya
Tab Maaloom Hwa Ke Es Naam Se Bewafaai Juri Hai
Phir Dil Kiun Maane Usey Jab Se Mujhe Nafrat Hoi Hai
Kuch Waqt Bitaaya Bazaar Ke Veeraane Mien
Phir Yaadon K Har Ek Yaad Ne Mujhe Paya Mekhaane Mien
Seh Na Saka Itny Setam Phir Palat Gaya Usi Bewafa K Lye
Anjum Ko Phir Se Paya Usi Shaam Ki Tarha Ek Nayi Kahani K Lye