Har Baat Mein Taqraar Kiye Jata Hay
Har Taqraar Mein Iqraar Kiye Jata Hay
Daraata Hay Kabi Dar Jata Hay
Baree Mushkil Say Wo Qaboo Ata Hay
Ghusay Ka Kiya Hay Ata Hay Jata Hay
Kon Bhula Us Jsa Mil Pata Hay
Us Jsa Piaar Bhala Kisay Karna Ata Hay
Wo Kia Us Ka Saya Bee Anmol Nazar Ata Hay
Dil Aksar Humein Samjhata Hay
Choriye Gram Hay Mosam Ghusa Tu Aa Hee Jata Hay